Dada sa ka dharm gyan..
Badae papa ka pyar..
Rajesh appaji ka that..
Heeru appaji ki muskurahat..
Nandu chachu ki akal..
Ye sab ke saath milaya..
Daddy ka Yash..Mumma ka Vash..
Daddy ki soorat...Mumma ki Seerat..
Daddy ka dhang..Mumma ka Rang..
Daddy ka practical attitude...Mumma ka style quotient..
Ab bana Yeshwanth Nupur ka Pyar..
Sai ka aaashirwad...:) Humara Hridaya..:)

No comments:
Post a Comment